Saturday, May 22, 2010

Top Dialogue's Used In Our Hindi Movies :

1. Mein Tumhare Bacche Ki Maa Banane Wali Hoon
2. Ek Macchar Aadmi Ko Hijada Bana Deta Hai
3. Rishte Mein Toh Hum Tumhare Baap Lagte Hai Magar Naam Hai Sehanshaah.
4. Ek Ladka Aur Ladki Kabhi Dost Nahi Ban Sakte
5. Pahad Jaise Zindagi Beta Akele Kaisi Katogi.
6. Jo Tumhe Badal Kar Pyar Kare Woh Pyar Nahi, Sauda Hai
7. Mein Tera Khoon Pi Jaonga, Kamine.
8. Bole Toh...Tension Nahin Lene Ka
9. Mein Kisi Aur Se Pyar Karti Hoon
10. Agar Maa Ka Doodh Piya Hai Toh, Hath Laga Ke Dikha.
11.Sara sheher mujhe lion ke naam se jaanta ha
12.Dosti Main No Sorry No Thank you
13.Kabhi Kabhi jeetne ke liye harna bhi padtha hain. Harkar jeetne waley ko Baazigar kehte hain
14.Yeh Dhai kilo ka haath jab padta hai to Aadmi utha nahi uth jata hai,
15.Mumbai ka king kaun- Satya
16.Picture abhi Baaki Hain Mere Dost
17.Don ko Pakadna Mushkil Hi Nahin Namoomkin Hain
18.Mogambo Khush Hua
19.Mere Paas Maa Hain
20.Kitne Aadmi They
21.Rahul naam to suna hi hoga
22.kkkkkkkkiran
23.hum to hum h baaki sab pani kum h
24.Hathoda........
25.sota h tumhara kanoon balwantrai jaise kutton k bishtar par... See More

26.ye mazdur ka haath h katya............
27.Tareek pe Tareek.................
28.yahan se pachas kos tak baccha rota h to maa kahti h beta so ja nahi to gabbar aa jayega.
29.Mai chor nahi hu jaz sahab......
30.mai aaj bhi fenke hue paise nahi uthata...
32.ye itna sannata kyu h bhai
33.babumoshi
34.hum jahan khade hote hai line wahi se shuru hoti hai
35.
Dekho aaj Maa ne tumhari pasand ka khana banaya hai!

No comments: